Lockdown Mai Khud Ko Nikhaarene Ka Moka Or Health Care Karne Ki Tips  Part 3


First Tips And Second Tips

Professional suvidha ke upayog adhikatar vishesh gyaan or kushal se prashikshit logon ke liye kiya
jata hai magar shodhakarta ke anusaar housewife, student ka bhi professional dimensionso hota hai kyu kidin raat mehanat karatee hain aise kuchh tips samajhate hain jo hamaaree lockdown hai uske dauraanadhik professional banaane main help kar sakate hain.

First Tips - Ghar par kam karne ke liye ek achi place dhoondhe lockdown ke dauraan ghar mai kam
karne ke liye ek exclusive and optimal workspace dhoondhna bahut jaruri hai hummai un jagaho mai
kam karne se bachane ki koshish karni chahiye jahaan hum aamataur main aaraam karte hain apna workspaceaise jagah par banaee jahaan bina kisee distarbens ke kaam karsakte hai.

Second Tips - Apna time table set kare kaam karne or kuch naya seekhane ki aadat banae behad jarooree hainisliye apna time table nirdharit karna apne un kaamo ko priority dena bahut important hain jinhenaap ek din ke dauraan pura karna chate hai un kaamo ko priority dijae jo bina kisi rukavat ke kaamkarna bahut he jaruri hain esliye apne family ke sath baith kar kuch niyam pehle se nirdharik kareapne family ko batye ki ap ghar main kab or kaha kaam ki yojana banaa rahe hain yah aapko bahad fayde pahunchaega apne din ko sahi se plain karne or es muskil time ke dauran duniya defficultproblem main hain or hamare samne daily life mai bade changes horhae hai iske sath sath humain longtime tak ek hi place mai rehana pad raha hai esliye hum aasani se kharab rotein mai fas skte haiyah mahatvapoorn hain rotein ko control kare humai apne din ko plain karte time apne kam ke alaavaapne rest, excercise, workout or logo se connect karne ka time ko bhi plain karna hoga es period ke dauraan humai new problems ka samna pad skta hai oar yadi hum prabhavit dhang se hum apne follow karte hain na keval humar din behtar spend hota hai balki uska hum behatar laabh bhi utha skte hai.