Lockdown Mai Khud Ko Nikhaarene Ka Moka Or Health Care Karne Ki Tips Part 4
Vitamins A And Vitamin C
Dhang se ready hokar kaam kare jaise ap office jane ke liye ready hote tha vais hi hona chahiye
yah apke maan ko apke body ko signal dege kaam karne ka time hogya hai yeh signal dege casual
comfortable hoskta hain lekin waha energy ko operated nhi karta hai ki jski apko pure din prabhaavit
kaam karne ke liye energy mile casual approach ki mai apko khud bata du ap brack ko schedule kare,
excercise ki tarah ap apne kaam se brack lene ke time ko bhi schedule kariye bahut jarooree hain
unhai apne din pratidin, dinacharya ke hisaab se banaie taaki ap apne battery ko charge kar skte
or apne goal ko pasake yeh ayam svaasthy aadato ko apne se nikhartee hain isase health bhi bahut
achi rahegi iske liye humai gym, postic foods or personal security ko apna ne hota hain roj kam
se kam 1 hour apne body ke liye nikaalana hoga jab ap apne office main kam karne jarhe tha to ap
subah or sam dono time bus pakadane ya apne ghar take pahunchane ke liye kuch time ke liye active
rehate tha lekin aj estime mai ghar mai hai to yeh anushaasan gaayab hogya hain yehi vajah hai
ki humai excercise ke liye apne din mai kuch time nikaalane hi chahye to isai schedul mai dalne
ki liye humai apne lon ya chhat par tahal skte hain chaahae ap out door game khel skte hain yeh
ghar main hi excressis kar skte hai magar es schedul ko avashy apane krpaya kare estime social
distancing behad jaruri hain to esmain behad jaruri hai ki vitamin A jo apko paalak se milskta hai
vitamin C tamatar, lemon, oranges se milskte hain yeh substance apne dit ke andar ap jarur rakhiye
yeh apko bahut help karega paryaapt liquid substance piye laite rhiye yeh paryaapt matar main lene
behad jaruri hain ye only pani nhi hota hai rojana 8 glass liquid substance leskte hain jab garmi
adhik ho to p jada leskte hai jaha liquid ki baat ati hai yeh only water nhi hota kaee typs le liquid
le skte hai coffee le skte hai milk bhi pi skte hai but caffeine morrning time hi le issae apki nind
mai effect hota hai.
0 Comments